People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Aisa Des Hai Mera
Music: Madan Mohan
Lyricist: Javed Akhtar
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=xLyfqELHRNE
Video:
Wo O
Ambar Hethan Dharti Vasdi
Ethe Har Rut Hasdi Ho O
Kinna Sona Des Hai Mera
Des Hai Mera Des Hai Mera
Kinna Sona Des Hai Mera
Des Hai Mera Des Hai Mera
Des Hai Mera

Dharti Sunehri Ambar Neela Ho
Dharti Sunehri Ambar Neela
Har Mausam Rangeela
Aisa Des Hai Mera Ho O
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera

Bole Papiha Koyal Gaaye
Bole Papiha Koyal Gaaye
Saawan Ghir Ke Aaye
Aisa Des Hai Mera Ho O
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera

Oh Kothhe Te Kaan Bole
Aayi Chithhi Mere Maahiye Di
Vich Aane Da Vi Na Bole
Aayi Chithhi Mere Maahiye Di

Genhoo Ke Kheton Mein
Kanghi Jo Kare Hawaayein
Rang Birangi Kitni
Chunariyaan Ud Ud Jaayein

Panghat Par Panhaaran
Jab Gagri Bharne Aaye
Madhur Madhur Taanon Mein
Kahin Bansi Koyi Bajaaye

Lo Sun Lo
Qadam Qadam Pe Hai Mil Jaani
Qadam Qadam Pe Hai Mil Jaani
Koyi Prem Kahaani
Aisa Des Hai Mera Ho O
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera

O
Oh Meri Jugni De Dhaage Pakke
Jugni Os De Moonh Toh Fabbe
Jinu Sat Ishq Di Lagge
Oy Saanyi Mereya Oh Jugni Hoy
Veer Mereya Jugni Kendi Aye
Oh Naam Saayin Da Lendi Aye
Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy
Oh Dil Kad Litaa Ee Jind Meriye

Baap Ke Kandhe Chadh Ke
Jahaan Bachche Dekhe Mele
Melon Mein Nat Ke Tamaashe
Kulfi Ke Chaat Ke Thhele

Kahin Milti Meethhi Goli
Kahin Chooran Ki Hai Pudiya
Bhole Bhole Bachche Hain
Jaise Gudde
Aur Gudiya
Aur Inko Roz Sunaaye Daadi Naani Ho O
Roz Sunaaye Daadi Naani
Ek Pariyon Ki Kahaani
Aisa Des Hai Mera Ho
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera

Sadke Sadke Jaandi Aaye Mutiyaare Ni
Kanda Chuba Tere Pair Baankiye Naare Ni
Oy Ni Adiye Kanda Chuba
Tere Pair Baankiye Naare Ni
Kaun Kade Tera Kaandra Mutiyaare Ni
Kaun Sahe Teri Peed Baankiye Naare Ni
Oy Ni Adiye Kaun Sahe Teri Peed Baankiye Naare Ni

Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Mere Des Mein Mehmaanon Ko
Bhagwaan Kaha Jaata Hai
Woh Yahin Ka Ho Jaata Hai
Jo Kahin Se Bhi Aata Hai

Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Tere Des Ko Maine Dekha
Tere Des Ko Maine Jaana
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Tere Des Ko Maine Dekha
Tere Des Ko Maine Jaana
Jaane Kyun Ye Lagta Hai
Mujhko Jaana Pehchaana
Yahaan Bhi Wahin Shaam Hai
Wahin Savera O

Wahi Shaam Hai Wahin Savera
Aisa Hi Des Hai Mera
Jaisa Des Hai Tera
Waisa Des Hai Tera
Haan Jaisa Des Hai Tera

Aisa Des Hai Mera Ho
Jaisa Des Hai Tera
Aisa Des Hai Mera Haan
Jaisa Des Hai Tera
Aisa Des Hai Mera Ho O
Waisa Des Hai Mera
What Jhumka?
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=87JIOAX3njM
Video:
Pretty Lady Pretty Lady Pretty Lady
Can’t Take My Eyes Off You
Pretty Lady Pretty Lady Pretty Lady

Raebareli Mein Tu Beech Bazaari
Jab Husn Dikhane Jayegi
Hosh Udane Wali Shokh Nazar Ke Jo
Pench Ladane Jayegi

Pretty Lady Pretty Lady Pretty Lady

Raebareli Mein Tu Beech Bazaari
Jab Husn Dikhane Jayegi
Hosh Udane Wali Shokh Nazar Ke Jo
Pench Ladane Jayegi

Arey Pehan Ke Itna Zevar Gehna
Tez Hawa Se Bach Ke Rehna
Gir Jaaye Toh Phir Na Kehna
Jhumka Gira Re

Haaye Jhumka Oye Jhumka
Haaye Jhumka Jhumka

What Jhumka?
What Jhumka?
What Jhumka?

Aaye Haaye Haaye
What Jhumka?

Pretty Lady Pretty Lady Pretty Lady
Can’t Take My Eyes Off You
Pretty Lady Pretty Lady Pretty Lady

Shakal Se Jitna Nek Hai Tu
Kasam Se Utna Fake Hai Tu
Pad Gaya Kyun Gale
Dumchhalle Ki Tarah

Haaye Chipak Ke Sellotape Jaisa
Laga Hua Hai Chep Jaisa
Na Kisi Kaam Ka
Nithalle Ki Tarah

Bas Dhoondh Raha Hai Mauka
Khul Ke Marega Chauka
By Chance Kisi Ladki Ka
Jahan Jhumka Gira Re

What Jhumka?
What Jhumka?
What Jhumka?

Aaye Haaye Haaye
Aaye Haaye Haaye

Jhumka Gira Re
Bareli Ke Bazaar Mein
What Jhumka?

Jhumka Gira Re
Bareli Ke Bazaar Mein
What Jhumka?

Jhumka Gira Jhumka Gira
Jhumka Gira Aaye Haaye Haaye

Jhumka Gira Re
Bareli Ke Bazaar Mein
Jhumka Gira Re

What Jhumka?
Lagja Gale - Instrumental
Singer: Veena Srivani
Music: Madan Mohan
Tag: hindi
Audio:
Video:
Lag ja gale ki phir
Ye hasin raat ho na ho
Shayad phir is janam mein
Mulakat ho na ho
Lag jaa gale se

Hum ko mili hai aaj
Ye ghadiya naseeb se
Je bhar ke dekh leejiye
Hamako kareeb se
Phir apke naseeb mein
Ye raat ho na ho
Phir is janaam mein
Mulakat ho na ho

Lag ja gale ki phir
Ye hasin raat ho na ho

Pas aiye ki ham nahin
Ayenge baar baar
Bahen gale mein daal ke
Ham ro le zaar-zaar
Ankhoon se phir ye
Pyaar ki barsaat ho na ho
Shayad phir is janam mein
Mulakat ho na ho

Lag ja gale ki phir
Ye hasin raat ho na ho
Shayad phir is janam mein
Mulakat ho na ho
Lag jaa gale se
Ghumar Ghumar Ghume Re
Singer: Manna Dey
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume
jhume re jhume re dil matwala
ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume
jhume re jhume re dil matwala

o ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume
ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume
laagi naiya humari kinare
dekhte rah gaye the ve sare
laagi naiya humari kinare
dekhte rah gaye the ve sare
ab na tufan hai raah aasan hai
manzil kar rahi hai ishare
manzil kar rahi hai ishare
ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume
jhume re jhume re dil matwala
ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume
jhume re jhume re dil matwala

o ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume
ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume

muskurati huyi zindgani
kah rahi hai khushi ki kahani
muskurati huyi zindgani
kah rahi hai khushi ki kahani
mauj sahil bani lahar manzil bani
mit gayi hai ghamo ki nishani
mit gayi hai ghamo ki nishani
ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume
jhume re jhume re dil matwala
ghumar ghumar ghume re, jhumar jhumar jhume
jhume re jhume re dil matwala
Gao Re Gao Re
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
gao re gao re gao re khushiyo ka tarana jhumke aayi
aazadi jhumke aayi aazadi dur nahi wo din jab
hogi hari bhari ek ek wadi jhumke aayi aazadi
apne sitam ak aap nishana dekho wo shaiyad huya
apne sitam ak aap nishana dekho wo shaiyad huya
ujad gaya tha jo gulshan wo phir se hai aabad huya
phir se hai aabad huya apni basti chand huyi hai
gair ke ghar me barbadi jhumke aayi aazadi
gao re gao re gao re khushiyo ka tarana
jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi

apni dharti par na honge begano ke dere
apni dharti par na honge
begano ke dere ha begano ke dere
naam na lenge kadam badane
ka ab chor lutere ha ha chor lutere
lehar lehar ban jayegi sadar desh ki sari aabadi
jhumke aayi aazadi gao re gao re gao re khushiyo ka
tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi

lahu lagakar aaj ye kha le kasme
aaj ye kha le kasme aaj se phir hum kabhi na
honge kisi gair ke bas me sun re bande chhinne
se bhi na chhni sakega koi hamari aazadi
jhumke aayi aazadi gao re gao re gao re khushiyo ka
tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi
Le Gaya Dekho Dekho Dil
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
haaye nasheeli teri aankhon ka ishaaraa
behke kadam zara denaa ji sahaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
haaye nasheeli teri aankhon ka ishaaraa aa
behke kadam zara denaa ji sahaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara

jhuki jhuki ankhiyon ke dore ye ghulaabi
laaye hain kyaa kyaa dil me kharaabi
jhuki jhuki ankhiyon ke dore ye ghulaabi
laaye hain kyaa kyaa dil pe kharaabi
aag ye pehli pehli tumne lagaayi
kyun nazar se nazar thi milaayi
saaraa qusoor dekho huzoor hai tumhaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
haaye nasheele teri aankhon ka ishaaraa
behke kadam zara denaa ji sahaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara

aaoji aao kare kaam ki baate
dekho samaa hai chhedo jaam ki baate
aaoji aao karen kaam ki baate
dekho samaan hai chhedo jaam ki baate
masti mein kho ke kisi ka hoke
aayi bahaar hai nayaa hai zamana
jhoomke gaate chale pyaar ka tarana
aao ji aao mera dil ye pukaaraa aa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
haaye nasheeli teri aankhon ka ishaaraa
behke kadam zara denaa ji sahaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara ha ha ha ha
Dil Ko Lagaye
Singer: Geeta Dutt
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
haye dil ko lagaye ye gawara bhi
nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
ankhiya na mane to dil kya kare kisko batau ye jiye ya mare
ankhiya na mane to dil kya kare kisko batau ye jiye ya mare
aur koi aisa waisa chara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi

jane lade kab nain re jata raha sab chain re
jane lade kab nain re jata raha sab chain re
samne aaya dil ko churaya ghumke dekha to ishara bhi nahi
dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi

bat hone wali to hoke rahegi chij khone wali to kho ke rahegi
bat hone wali to hoke rahegi chij khone wali to kho ke rahegi
isme kasur to hamara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
haye dil ko lagaye ye gawara bhi nahi
pyar kiye bina gujara bhi nahi
O More Sajna
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
o more sajanaa
dhundhun kahaan teraa nishaan
tujhako pukaare mere dil kaa jahaan

aa jaa kahi se aa jaa dil kaa karaar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa dil kaa karaar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa

ye hawaaye bhigi bhigi ye hasi hasi nazaare
mere saath kar rahe hai teraa itazaar pyaare
teraa itazaar pyaare
bas ek jhalak dikhaa de aankho me pyaar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa

kahti hai aarju ye, aaja kisi bahaane
kahti hai aarju ye, aaja kisi bahaane
dil hi me rah naa jaaye kahi pyar ke fasaane
kahi pyar ke fasaane
mere chaman me aaja phir se bahaar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa

lahro jara bata do kab aayegi wo nayya
baitha hua hai jisme mere pyar ka khewayya
mere pyar ka khewayya
mujhko gale lagaane baaho ka haar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa
Kya Saath Mera Doge
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
kya sath mera doge tum pyar ki rahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge tum pyar ki rahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge

kahdo ki na badloge tum apne irade ko
kahdo ki na badloge tum apne irade ko
likha hua dil par hai is pyar ke wade ko
aati hai nazar dil ki taswir nigahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge

ijrar ye nazuk hai tootega to kya hoga
ijrar ye nazuk hai tootega to kya hoga
hamse to nahin hoga auron se hua hoga
bhule hain ye nagma badlega na ahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge tum pyar ki rahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge
Ye Pyar Ka Nasha
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bahadur/Yeh-Pyar-Ka-Nasha-Hai/Fj8dXllTRXE
Video:
ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa
ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa
kyu ghumta hai dil deewana ho jaise
hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa
ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa

kya pata kab hua kyu hua samna
dil ne di ye sada thaam na thaam na
jo hua so hua dil se dil ko mila
ek kali jo hase bagh sara khilta hai
hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa
ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa

bhul kar ye jahan pyar me hum chale
koi aahe bhare dil kisi ka jale
ae mere hum safar hum chlenge waha
pyar ki ho zameen pyar ka asman
hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa
ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa
kyu ghumta hai dil deewana ho jaise

hai khwab ya kahani milan hai ye kaisa
ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa
ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa
ye pyar ka nasha nasha bhi hai aisa
Rahi Tha Mai Awara
Singer: Kishore Kumar
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bahadur/Raahi-Tha-Main-Awara/MSASBAFJA10
Video:
rahi tha mai aawara phirta tha mara mara
tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara
phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara

mahake huye badan se khusbu si aa rahi hai
jaise pawan kahi par chandan luta rahi hai
aankho se koi dil me aisa utar raha hai
benaam sa nasha hai rahi tha mai aawara
phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tararahi tha mai aawara

ji chahta hai mera koi raat aisi aaye
dekhe jo sath humko fir laut ke na aaye
mai tujhko kuch na bolu tum mujhse na bolo
khamoshiya bhi soche ye kon si ada hai
benaam sa nasha hai rahi tha mai aawara
phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara

dekha jidar jidar bhi masti bari najar se
raho me rang chaye bago me phul barse
jaise kadam kadam pe maykhana khul gaya hai
benaam sa nasha hai
rahi tha mai aawara phirta tha mara mara
tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara
Tauba Tauba Tabahi Tabahi
Singer: Kishore Kumar
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bahadur/Tauba-Tauba-Tabahi-Tabahi/FVo8Vy5delk
Video:
tauba tauba tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tauba tauba tauba tauba
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi

aji das paise ke darjan chane bikte hai
das paise ke darjan chane bikte hai
sone ke bhaav matar milti hai
coat ke daam langoat silte hai
yaar bhi matlab se gale milte hai
ajab hai ye duniya gazab hai zamana
ke bulbul hai chup gaaye ullu tarana
hai bikau khuda ki khudai ki
kisi simaglar ne boli lagayi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi

are acchi surat bhi zamane me kidhar milti hai
aji badi muskil se hai badi muskil se haseno se nazar milti hai
aajkal ye hasi pehle jaise to nahi pehle jaise to nahi
aajkal ye hasi ankh me surma kahan hontho pe paan kaha
wo khadakti hui salwaar meri jaan kaha wo dupatta na raha
vo garara na raha aji aabru dhakne ka koi sahara na raha
chehre chehre pe likhi behayai behayai
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi

pitaji jal ke ho gae raak lekin chhod gaye dus lakh
pitaji jal ke ho gae raak lekin chhod gaye dus lakh
udenge nisdin ab gulchare jani roz piyenge thare
chalenge raat raat ab mujre
raja teri godi me genda ban jau
raja teri godi me genda ban jau raja teri godi me
jab mere saiyan ko bhukh lagegi jab mere saiyan ko bhukh lagegi
ladu peda aay haay ladu peda jalebi ban jaaungi
ladu peda jalebi ban jaaungi
raja teri godi me genda ban jau raja teri godi me

ram ki dharti me agar aisi aulad hogi
kyu na mitti mere iss desh ki barbad hogi
ab na mazjid me namaze hai na mandir me na bhajan
kabre dance me khoya hua hai sara watan

ab koi tulsi na koi nakhiya kabir aayega
aur dam todhte insa ko bacha jaayega
na hoga man kala na hoga dhan kala
mit jayegi sari siyahi siyahi
aur shaitan dega duhai duhai
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
tauba tauba tabahi tabahi tauba tauba tabahi tabahi
Raat Ko Aayega Dil Behlayega
Singer: Kishore Kumar
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bahadur/Raat-Ko-Aaiyega/XQdTQz1KT14
Video:
rat ko ayiega dil behlayaga jo
kuch bhi pesh kare shok fermayiega
rat ko ayiega dil behlayaga jo
kuch bhi pesh kare shok fermayiega
rat ko ayiega dil behlayaga jo
kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega

le ke bahar aye hai pyar hi pyar laye hai ap ki duniya me yaro
dil ka karar laye hai samjho na dekho na apna samjh ke ana
ankho hi ankho me kar lenge yarana hum bhi hai matwale
tum bhi ho dil vale karte hai vada ke khush ho ke jayiyega
rat ko ayiega dil behlayaga jo
kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega

ek halchal macha denge suni
mahfil saja denge aise tufa utha denge
soye dilo ko jaga dege aaj ki raat aisi roshan lagegi
nachega ghunguru nachega ghunguru to payal bajegi
hosh me ayiega to madhosh ho jayiega
rat ko ayiega dil behlayaga jo
kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega

do din ke mahman hai jab
chale jayege kitna bhi bhulana chahoge
rah rah ke yad ao ge chahe to rakh lena apna bana ke
ankhe palko me dil me chhupa ke vada na sham dhale
masti ka daur chale sun ke hamari kuch apni sunayiga
rat ko ayiega dil behlayaga jo
kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega
rat ko ayiega dil behlayaga jo
kuch bhi pesh kare shok fermayiega rat ko ayiega
Mushkil Hai Jeena
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bahadur/Mushkil-Hai-Jeena/CVEHVB1ZZgY
Video:
mushkil hai jina bedardo kee duniya me
dard uthe toh chup rahana apane hi aansu pina

dil bhi apna dard bhi apana, baaki sabhi paraye hain
kaisi kismat lekar jaane ham duniya me aaye hain
dard uthe toh chup rahana

din phike se raate suni, kab tak inase pyaar karu
apani kahani apane hee se kahate kahate aankh bharu
dard uthe toh chup rahana

pahare udasiyo ke chhode na sath mera
koyee khushee toh kabhi thamegi haath mera
dur kahi se dekhu dhundhala sa ek saya
saya toh hai chhaya kab haath kisi ke aaya
dard uthe toh chup rahana
Hum Papi Tu Bakshan Har
Music: Madan Mohan
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bahadur/Hum-Paapi-Tu-Bakhshanhar/KhITQwIdUko
Video:
hum papi tu bakshan haar hum papi tu bakshan haar
hum papi tu bakshan haar
humre av gun chit nahi dhario
humre av gun chit nahi dhario
aan pade tere dwaar aan pade tere dwaar
hum papi tu bakshan haar hum papi tu bakshan haar
hum papi tu bakshan haar

sukh me tujko bhul gae the dukh me tu yaad aayi
hume dukh me tu yaad aayi
apne bhaktan ki har uljhan tune sada suljhai
hey ma tune sada suljhai
teri daya se kabhi na khali ho apne bhandar
hum papi tu bakshan haar hum papi tu bakshan haar
humre av gun chit nahi dhario
humre av gun chit nahi dhario
aan pade tere dwaar aan pade tere dwaar
hum papi tu bakshan haar hum papi tu bakshan haar
hum papi tu bakshan haar hum papi tu bakshan haar
hum papi tu bakshan haar hum papi tu bakshan haar
rakha karna mata hamari tu raksha karna mata hamari tu
rakha karna mata hamari tu raksha karna mata hamari tu
rakha karna oh mata hamari tu
Aare Nindiya Ki Pari
Music: Madan Mohan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rishte-Naate/Ari-Neendiya-Ki-Pari/AjoJbgMCRmU
aa re aa re aa re
aa ri nindiya ki par imeri gudiya ko sula
chand ke palne me meri maina ko jhula
aa ri nindiya ki pari meri gudiya ko sula
chand ke palne me meri maina ko jhula
aa ri nindiya ki pari

godi meri palna tera dil bhi tera bichhona
godi meri palna tera dil bhi tera bichhona
tu jo bolo ladu gagan setaaro ka hasta khilona
teri suratiya itni saloni mosam jaise salona
aa ri nindiya ki parimeri gudiya ko sula
chand ke palne me meri maina ko jhula
aa ri nindiya ki pari aa ri nindiya ki pari

pyar liye palko tale dhire dhire aana
pyar liye palko tale dhire dhire aana
dil ki kali jage nahi mitthe sur me gana
aankho me tu ghul mil jana pyare sapne lana
aa ri nindiya ki pari meri gudiya ko sula
chand ke palne me meri maina ko jhula
aa ri nindiya ki pariaa ri nindiya ki pari

aas kiran dil ki lagan naino ka ujiyara
aas kiran dil ki lagan naino ka ujiyara
chanda dake tujhko take aisa mukhda pyara
sab kuch tu hi raaz dulari jiwan sara tujh par vara
aa ri nindiya ki pari meri gudiya ko sula
aa ri nindiya ki parichand ke palne me meri maina ko jhula
aa ri nindiya ki pari aa ri nindiya ki pari
Sakhi Re Tujhe Man Ke
Music: Madan Mohan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rishte-Naate/Sakhi-Ri-Tujhe-Man-Ke-Meet-Mile/OAYZdEJUc3E
sakhi ri tujhe man ke meet mile
sakhi ri tujhe man meet mile
sakhi ri tujhe man ke meet mile
sakhi ri tujhe man ke meet mile

bhar gayi tere pyar ki jholi
man bhawan aaj tu holi
mil gaya usko duniya me sabkuch, jisko preet mile
sakhi ri tujhe man ke meet mile
sakhi ri tujhe man ke meet mile

mang ne teri payi hai jyoti
mange bina tujhe mil gaya moti
sanso me baje vina milan ki, sukh sangeet mile
sakhi ri tujhe man ke meet mile
sakhi ri tujhe man ke meet mile

sari duniya pyar ko tarse
pyar bharhe ikrar ko tarse
itne sundar bhaag hai tere, pyaar ke geet mile
sakhi ri tujhe man ke meet mile
sakhi ri tujhe man ke meet mile
Khanak Gayo Haaye
Music: Madan Mohan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rishte-Naate/Khanak-Gayo-Hai-Bairi-Kangna/EjICWTF7QF8
khanak gayo haye bairi kangana
khanak gayo haye bairi kangana
khanak gayo haye bairi kangana
khanak gayo haye bairi kangana khanak gayo

mahandi lekar rut jo aayi mahandi lekar rut jo aayi
aap diya gajara mai sharmayi
nain se nain mile dil ke davar mile
nain se nain mile dil ke davar mile
mahak gayo mahak gayo mahak gayo rey
mahak gayo mahak gayo haye bairi kangana
khanak gayo haye bairi kangana khanak gayo

apni lahar me jhum rahi hu apni lahar me jhum rahi hu
khud ko khushi me chum rahi hu
kaisi khushbu ye udti rah gayi mai to khadi
kaisi khushbu ye udti rah gayi mai to khadi
mahak gayo mahak gayo mahak gayo rey
mahak gayo mahak gayo haye bairi kangana
khanak gayo haye bairi kangana khanak gayo

dil me vohi deep jala ke dil me vohi deep jala ke
sadiyo purane riste naate raah me chand khila
aaj andhiyara dhala raah me chand khila
aaj andhiyara dhala chamak gayo chamak gayo
chamak gayo rey chamak gayo damak gayo
haye bairi kangana khanak gayo haye bairi kangana
khanak gayo chhanak gayo chhanak gayo
haye bairi kangana chhanak gayo haye bairi kangana
Mujhe Yaad Karne Waale
Music: Madan Mohan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rishte-Naate/Mujhe-Yaad-Karne-Wale/HyIRYj15WWQ
Video:
pyar insan ke marne se jata nahi
sari umar gam ban ke rahta hai
mager jata nahi mujhe yaad karne wale
tere sath sath hu mai jo kabhi khtam na hogi
whi dil ki baat hu mai mujhe yaad karne wale

tere sath sath hu mai jo kabhi khtam na hogi
whi dil ki baat hu mai mai juda bhi hoke tujhse
mai kabhi juda nahi hui mai juda bhi hoke tujhse
mai kabhi juda nahi hui hai janam janam ki ulfat
koi bewafa nahi hu nahi hu mujhe yaad karne wale

mera gam kabhi na karna mere dil me rahne vale
mera gam kabhi na karna mere dil me rahne vale
mere pyar ke hi katir duniya nayi basa le basa le
mujhe yaad karne wale tere sath sath hu mai
jo kabhi khtam na hogi whi dil ki baat hu mai
mujhe yaad karne wale
Andher Nagari
Music: Madan Mohan
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Video:
andher nagri chaupat raja ho
andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja
jis mol bhaaji uss mol khaaja
uss mol khaaja ho
andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja

raja ji ne kuch haathi aur kuch ghode hain paale
inhe na koi fikr, na chinta
ye hain mehlon waale, inke raaj mein pad gaye hamko
apni jaan ke laale
dono haatho lut rahe hain kaale dhandho waale
jis mol bhaaji uss mol khaaja
uss mol khaaja ho
andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja

kasht na ho to shrimaan ji arz suno ik mori
kaun nagar se aaye ho tum, kaun jaat hai tori
inka dosh na poochho bhaiyaa, inki jaat na poochho
kaise katate hain in logon ke din raat na poochho
kisi kaum ya kisi desh ke ho ye rahne waale
in jaiso ki nasl ek hai gore ho ya kaale
baahar se hain roop alag par andar se ik jaisaa
jaat hai sona, gotr hai chaandi, dharm hai inka paisa
hoy dharm hai inka paisa hoy dharm hai inka paisa
hoy dharm hai tera paisa, arre chhup
mhaari to suno bhai, mhaari to suno
kaalo dhandho jo karto ho uska satyanash
main hoon saare jag ka sewak main hoon sabka daas
daam dekar paani lelo jisko lagi ho pyaas
main na puri talu to bolo khaaoge kaai ghaas
har maal sasta, har maal taaza, har maal taaza
bhag yaha se aur kisi pe daal ye apna jaal
jaan chuke pahchan chuke hum har ik teri chal
paani bechke punya kamaaye waah re maa ke laal
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja

suno hamaari baat o bandhu chhodo ye taqraar
iss sansaar mein har vastu ka hota hai vyapaar
aata daal aur chaawal beche sare sahukaar
jadi buiyan, sharbat beche vaidh hakim khtaar
bal beche balwaan jagat me, sar beche sardaar
aman ki rakshak kaume beche, zehreele hathiyaar
ha to phir maine paani becha to kyu itni hahakaar
maine paani becha to kyu hai itni hahakaar
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja
jis mol bhaaji, uss mol khaaja, uss mol khaaja ho
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja
andher nagri chaupat raja, andher nagri chaupat raja
Sakhi Re Tori
Music: Madan Mohan
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Video:
sakhi re tori doliya uthayenge kahar
sakhi re tori doliya uthayenge kahar
tore saiya khade hai dwar
tore saiya khade hai dwar
sakhi re tori doliya uthayenge kahar

aaj tere sapno ka dulha laya teri barat
aaj tere sapno ka dulha laya teri barat
laz dhari hai ghunghat se hatade
mehandi wale hath chal ab ho tayyar
tori doliya uthayenge kahar
sakhi re tori doliya uthayenge kahar

tu jinki thi unki ho gayi mil gayi tujhe murad
tu jinki thi unki ho gayi mil gayi tujhe murad
hum begane thahre hamko kaun karega yad
lijo hame vichar tori doliya uthayenge kahar
sakhi re tori doliya uthayenge kahar
tore saiya khade hai dwar
tore saiya khade hai dwar
sakhi re tori doliya uthayenge kahar
sakhi re tori doliya uthayenge kahar
Chand Maddham Hai
Music: Madan Mohan
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Video:
chaand maddham hai aasmaan chup hai
neend ki god mein jahaan chup hai
chaand maddham hai aasmaan chup hai

door vaadi mein doodhiyaa baadal
jhuk ke parbat ko pyaar karte hain
dil mein naakaam hasraten lekar
ham teraa intazaar karte hain
chaand maddham hai aasmaan chup hai

in bahaaron ke saaye mein aajaa
in bahaaron ke saaye mein aajaa
phir mohabbat javaan rahe na rahe
zindagi tere naamuraadon par
kal talak meharbaan rahe na rahe
chaand maddham hai aasmaan chup hai

roz ki tarah aaj bhi taare
subah ki gard mein na kho jaayen
aa tere gham mein jaagti aankhen
kam-se-kam ek raat so jaayen
chaand maddham hai aasmaan chup hai
Raste Ka Maal
Singer: Manna Dey
Music: Madan Mohan
Lyricist: Akhtar Romani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bahadur-Maharaja/Raaste-Ka-Maal-Saste-Men/A1wiUAFoaFA
Video:
raste ka maal saste me saste ka maal baste me
raste ka maal saste me saste ka maal baste me
aa mere pass mat ho udaas
kardu main bojh halka
kya aitbaar kal ka
raste ka maal saste me saste ka maal baste me

koi chalayein jhagda
koi udayein rocket
pahni kisi ne dhoti
pahna kisi ne jacket
is ke gale me fanda
us ke gale me locket
khali kisi ka batuwa
aur full kisi ki pocket
tere ghar me ho
mere ghar me ho
fark kya hain pyare
aa mere pass mat ho udaas
kardu main bojh halka
kya aitbaar kal ka
raste ka maal saste me saste ka maal baste me
raste ka maal saste me

ae money money tu ru ru ru
money money tu ru ru ru
money money tu ru ru ru

everybody loves money
everybody needs money
everybody wants money
money money money
if you have not got money
you kook so funny
if you have got money
you are nice and bright
and your taste standing
you understand my sunny
to to to

everybody loves money
everybody needs money
everybody wants money
money money money
haye re haye
haye re haye
haye re haye
mera money money
abhi yahi mera money money
kidhar gaya re mera money money
gum gaya re mera money money
lut gaya re mera money money
haye re haye money money
haye re haye money money

haye re haye money money
Peeki Nazar Gore Thanse
Singer: Asha Bhosle
Music: Madan Mohan
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bahadur-Maharaja/Pi-Ki-Nazar-Gori-Tanse-Lipat-Gayi/MVEm
Video:
pi ki nazar gore tan se lipat gayi
ang chura ke mai to simat gayi
man ko to bhaye par naina lajaye re
man ko to bhaye par naina lajaye re
pi ki nazar gore tan se lipat gayi
ang chura ke mai to simat gayi
man ko to bhaye par naina lajaye re
man ko to bhaye par naina lajaye re
pi ki nazar gore tan se lipat gayi

dekho abhi se pakdo na baiya
baiya pakadna jo chaho saiya dekho abhi se
dekho abhi se pakdo na baiya
baiya pakadna jo chaho saiya
doli mangayi lo chunariya chadayi do
kangan pehnayi do dulhaniya banilo
fir tohre sang sang chalugi sajna
fir tohre sang sang chalugi sajna
pi ki nazar gore tan se lipat gayi
pi ki nazar gore tan se lipat gayi
ang chura ke mai to simat gayi
man ko to bhaye par naina lajaye re
man ko to bhaye par naina lajaye re
pi ki nazar gore tan se lipat gayi

ek sehla ke soyi thi mai to
sapno ki duniya me khoyi thi mai to
ek sehla ke soyi thi mai to
sapno ki duniya me khoyi thi mai to
saiya ne aake udai di nindiya
mathe pe hotho ki lagayi di bindiya
bhara mang me sindur mera dar kiya dur
bade pyar se piya ne pehnaye kangana
bade pyar se piya ne pehnaye kangana
pi ki nazar gore tan se lipat gayi
pi ki nazar gore tan se lipat gayi
ang chura ke mai to simat gayi
man ko to bhaye par naina lajaye re
man ko to bhaye par naina lajaye re
pi ki nazar gore tan se lipat gayi

suraj mukhi hai sapna hamra
jalti hai sakhiya bhi itna hai pyara
suraj mukhi hai sapna hamra
jalti hai sakhiya bhi itna hai pyara
phulo sa man hai, kirn sa badan
aankho me hire or sanso me chaman hai
kis kis se chhupau sajan apna
kis kis se chhupau sajan apna
pi ki nazar gore tan se lipat gayi
pi ki nazar gore tan se lipat gayi
ang chura ke mai to simat gayi
man ko to bhaye par naina lajaye re
man ko to bhaye par naina lajaye re
pi ki nazar gore tan se lipat gayi
Maine Peele Mera
Singer: Asha Bhosle
Music: Madan Mohan
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahib-Bahadur-Maharaja/Main-Ne-Pee-Li-Mera-Dil-Kiya/NB8ZCQ0JT
Video:
maine pi li mera dil kiya maine pi li mera dil kiya
maine pi li mera dil kiya
maine pi li mera dil kiya maine pi li
aji karte kya or jate kaha
dil ke jakhmo ko dikhlate kaha
kyoki jaman to kbhi kisi ka na hua
maine pi li maine pi li mera dil kiya
maine pi li mera dil kiya maine pi li

pine me koi maja to nahi ye bhi koi zahari dva to nahi
dur khadi rahi duniya sath kisi ne diya to nahi
fir mujhse hui kya khata kya pata kya pata
maine pi li maine pi li mera dil kiya
maine pi li mera dil kiya maine pi li
najuk se ek dil par gam the hazar sare
najuk se ek dil par gam the hazar sare
utna badha andhera jitne diye jalaye

tum pyar ka ho sagar mere magar nahi ho
tan man ki aag me aakar kaise bujhaye
kaise bhujhaye kaise bhujhaye maine pi li
maine pi li mera dil kiya maine pi li mera dil kiya
maine pi li meri khushi mai piyu na piyu
meri khushi mai jiyu na jiyu jakham diye jo tumne
marzi meri mai siyu na siyu meri khusi mai piyu na piyu
meri khushi mai jiyu na jiyu jakham diye jo tumne
marzi meri mai siyu na siyu ye bhi jine ki hai ek ada
ek ada ek ada maine pi li maine pi li mera dil kiya
maine pi li mera dil kiya maine pi li